Hichkion ka aana ye batata hai,
Koi humain yaad kar ke khud ko rulata hai,
Dil nahi samajhta magar yeh toh such hai,
Shiddat se yaad humain bhi koi aata hai..