Duniya ka dastoor hai bewafai karna
Chain se rehna hai duniya mein toh kuch socha na kar
Apni kismat se kabhi koi gila ya shikwa na kar
Yaad rakhna mout ki tizarat ko zindagi nahi kahte
Insaan ke dushaman ko insaan nahi kahte
Sanpo se sanp lipte rahenge pyaar se magar
Insan ko insan das lenge iss duniya mein
Duniya ka dastoor hai bewafai karna
Magar imandari mein reh kar tum misal kayam karna
Waqt ki ahmiyat ko samzh kar lawt aa yeh zaneman
Duniya me koi nahi rahega zindagi bhar jawan
Waqt gujarne ke baad jab sawal karogi ke mera haal dekho
Toh jawab milega ke pahle aapna aamal dekho
Mout se ishq kiya hai hum ne tum se pahle
Agar usne bulaya to hum usse pahle gale laga lenge.