Zardari Ki car K niche 1chota PupPy aa K mar gya 

Zardari ne driver se Kaha K is K malik Ka Pta Kro.

Jub driver wapis aya to us K galay me bohat se phool the

Zardari: ye Kia hai?

Driver: Sir me ne logon se sirf yahi Kaha K

me zardari ka driver hun

Kuttay Ka bacha mar gya hai

Unhon ne agli bat hi nh suni…