Khud ki mohabbat tabah kaun karega,
Sabhi nek banenge to gunah kaun karega,
Ae khuda sanam bewafa ko bachaye rakhna,
Warna hamari maut ki dua kaun karega.